السلام عليكم ورحمة الله وبركاته
الحمد لله رب العالمين والصلاة والسلام على رسول الله صلى الله عليه وسلم ○
Sawal:-
Aqeeqah ka goshth (meat) kis ko nahi dena chahiye?
Jawab:-
Aqeeqah ka goshth Dada, Dadi, maa, baap, aur faqeeron, azeezon, doston, ko kaccha ya paka kar taqseem kiya jaye ya ziyafat (Dawat) khiladiya jaye ye sab suraten jaiz hain. Kul ka kul sadqa bhi kiya jasakta hai.
Han Albatta kafir ko nahi desakte.
📗 Aalamgeer, Qanoon e Shareeat 📗
والله و رسوله أعلم بالصواب
مولوى حافظ محمد عظمت الله نظامي
No comments:
Post a Comment