Saturday, August 14, 2021

Aashura ke Rozon ki fazilat - یومِ عاشوراء کے روزے کی فضیلت

 

Aashura ke Rozon ki fazilat - یومِ عاشوراء کے روزے کی فضیلت

السلام عليكم ورحمة الله وبركاته

بسم الله الرحمن الرحيم

الحمد لله رب العالمين والصلاة والسلام على سيد المرسلين وبعد.

Sawal:-

Muharram ul Haram main rozay rakhne ki fazeelat kya hai?

 

Jawab:-

 قدم النبي صلى الله عليه وسلم المدينة فوجد اليهود يصومون اليوم العاشر من شهر المحرم، فقال النبي صلى الله عليه وسلم: «أنا أحق بموسى منكم فصامه وأمر بصيامه».

وفي حديث ابن عباس ـ رضي الله عنهما ـ المتفق على صحته أن النبي صلى الله عليه وسلم صام يوم عاشوراء وأمر بصيامه، وسئل النبي صلى الله عليه وسلم عن فضل صيامه فقال: «أحتسب على الله أن يكفر السنة التي قبله» أخرجه مسلم من حديث أبي قتادة رضي الله عنه.

إلا أنه صلى الله عليه وسلم أمر بعد ذلك بمخالفة اليهود، بأن يصام العاشر ويوماً قبله وهو التاسع، أو يوماً بعده وهو الحادي عشر، فقال صلى الله عليه وسلم: «صوموا يوماً قبله أو يوماً بعده خالفوا اليهود»أخرجه أحمد في المسند

 

یومِ عاشوراء کے روزے کی فضیلت

حضرت ابو قتادہ رضی اللہ عنہ سے مروی ہے کہ نبی اکرم صلی اللہ علیہ وسلم نے ارشاد فرمایا:

"وصيام يوم عاشوراء احتسب علی الله أن يکفر السنة التي قبله"

" مجھے اللہ تعالیٰ سے اُمید ہے کہ یوم عاشورا کا روزہ گذشتہ ایک سال کے گناہوں کا کفارہ بن جائے گا۔" (مسلم : کتاب الصیام)

 

Aashura ke Rozon ki fazilat:

Is main 10 Muharram ul haram ke rozay ki badi fazeelat warid hui hai. Ramzan ke ilawa baqi gayarah mahino ke rozon main Muharram ki dasvin (10th) tareekh ke rozay ka sawab sab se ziyada hai. Is ke sath naveen (9th) ya gayarhavi (11th) tareekh ka roza rakhna bhi mustahib hai.

Hazrat Abu Qatadah رضی اللہ عنہ se marwi hai ke Nabi e Akram صلی اللہ علیہ وسلم  ne irshad farmaya:

“Mujhe Allah ta’ala se umeed hai ke youm e Aashura (Muharram ki 10 tareekh) ka roza guzishta ek saal ke gunaahon ka kaffara ban jaye ga.

Hazrat Abu Huraira رضی اللہ عنہ  se riwayat hai ke Rasool Allah صلی اللہ علیہ وسلم ne farmaya: Afzal tareen rozay ramadaan ke baad Muharram ul haram ke hain, aur farz ke baad afzal tareen namaz raat ki namaz hai.

(Hadees Muslim)

 

Muharram ki 10 tareekh badi ahmiyat wali hai,

Huzur (صلى الله عليه وسلم) ne farmaya! Yahoodiyon ki mukhalifat Karo aur Muharram ki 9 aur 10 tareekh ko roza rakho, ya phr 10 aur 11 Muharram ko.

 🌷Muharram ke Roze ki fazilat ye hai k pichle Saal Bhar k gunah maaf kiyejate hain🌷.

 [Hadees Bukhari aur Muslim].

 

Bohat se aisay aamaal bayan kiye gaye hain jin par amal ki barket se rizq mein barket hoti hai, Chunanche Nabi kareem صلی اللہ علیہ وسلم ne farmaya: Jis ne Aashura ke roz - apne ghar main rizq ki farakhi karega Allah ta’ala us par sara saal farakhi farmaiye ga.

(Al-Mu'jam Al-Ausat)

 

Ashura ke din dosre nafil kaam ye hain 👇:

1: Gusul karna

2: Surma aur Ittar lagana

3:Nakhoon nikalna

4: Ghar walon per Dastarkhan kushada karna (Apni Family k liye jitna hosake utna ziyada acche acche pakwan banana)

5: Yateem ka us din dil kush karna

6: Sadqa karna

7: Ashura ki sha’ab (Raat) 4 rakat nafil namaz padna (Har rakat me sure fateha k bad ek bar Ayatul kursi phr Sure Al-Iqlas 3 bar).

 

والله أعلم بالصواب

مولوى حافظ محمد عظمت الله نظامي

1 comment:

Popular posts