السلام عليكم ورحمة الله وبركاته
بسم الله الرحمن الرحيم
الحمد لله رب العالمين والصلاة والسلام على أشرف الأنبياء والمرسلين وعلى آله وصحبه أجمعين أما بعد
Khawab main peer O murshid ko dekhna
Sawal:-
Islami naye saal ki Mubarak baad?
Jawab:- ✍
Islami saal ke aagaaz ke moqe per Mubarakbad dene ka Shariaat me koi saboot nahi hai, is moqe per Mubarakbad dena buzrugan e deen se sabit nahi hai, Albatta is itebar se ke naya saal Allah ki nayamat hai, Ek dosre ke haq me khair wo barkat ki dua ki niyyat se Mubarakbad ke kalimaat kahna mubah hai aur neeche mazkorah tareekhe se dua dene me koi harj nahi.
اللّٰهُمَّ أدْخِلْهُ عَلَیْنَا بِالأمْنِ وَ الإیْمَانِ، وَالسَّلَامَةِ وَالإسْلَامِ، وَرِضْوَانٍ مِّنَ الرَّحْمٰنِ وَجِوَازٍ مِّنَ الشَّیْطَانِ.
Tarjuma:-
آئے اللہ اِس نئے سال میں أمن و ایمان ، سلامتی و اسلام اور تیری رضامندی اور شیطان سے پناہ كے ساتھ داخل فرما.
Aye Allah is naye saal me aman wo imaan, Salamati wo Islam aur teri razamandi aur shaitan se panah ke sat dakhil farma.
📖 Hadees Tibrani 📖
والله أعلم بالصواب
مولوي حافظ محمد عظمت الله نظامي عفی عنہ
Follow this Blog
Fiqhi Masail-Namaz, Roza, Zakat & Digar ke liye yaha click karen
Contact karne ke liye yaha click karen
Allah walon se dosti karna chahate hain to yaha click karen
Dua & Wazaif ke liye yaha click karen
Naat sharee & Salaam ke liye yaha Click karenShare, like twitter Pinterest
No comments:
Post a Comment