بسم الله الرحمن الرحيم
الحمد لله رب العالمين والصلاة والسلام على أشرف الأنبياء والمرسلين وعلى آله وصحبه اجمعين
Taveezat aur dum ki shara’ee haisiyat
سوال:-
خواب میں ولی اللہ نظر آنا کیسا ہے اور پیر ومرشد سے مصافحہ کرنا کیسا ہے؟
Sawal:-
Khawab main VALI ALLAH Nazar aana kaisa hai aur peer O murshid se musafaha karna kaisa hai?
Islami naye saal ki Mubarak baad?
جواب:- ✍
خواب کی تعبیر خواب دیکھنے والے کی حیثیت، علم اور عمل کے مطابق بیان کی جاتی ہے، مناسب رہے گا کہ آپ اپنے قریبی متقی پرہیزگار عالم سے معلومات حاصل کریں، البتہ عام تعبیر تو یہی ہوسکتی ہے کہ مرشد کا خواب میں تشریف لانا نیک فالی، برکت، عزت اور مرتبہ بلند ہوگا اور جو جائز تمنا ہے وہ پوری ہوگی، إن شاء اللہ۔
Tableeghi Jamat walon ki masjid me Namaz padhna kaisa hai?
Jawab: -✍
Khawab ki tabeer Khawab dekhne wale ki haisiyat, Ilm aur amal ke mutabiq bayan ki jati hai, munasib rahega ke aap apne khareebi muttaqi parhezgar Aalim se malomaat hasil Karen, Albattah aam tabeer to yahi hosakti hai ke murshid ka khawab main tashreef lana naik fali, barkat, izzat aur martaba buland hoga, aur jo jaiz tamanna hai wo pori hogi, In-sha Allah.
Panje ya Taziye ka banana, dekhna aur tazeem karna
واللہ و رسولہ اعلم بالصواب
Follow this Blog
Fiqhi Masail-Namaz, Roza, Zakat & Digar ke liye yaha click karen
Contact karne ke liye yaha click karen
Allah walon se dosti karna chahate hain to yaha click karen
Dua & Wazaif ke liye yaha click karen
Naat sharee & Salaam ke liye yaha Click karen
No comments:
Post a Comment