السلام عليكم ورحمة الله وبركاته
بسم الله الرحمن الرحيم
الحمد لله رب العالمين والصلاة والسلام على أشرف الأنبياء والمرسلين وعلى آله وصحبه أجمعين أما بعد
سوال:- کیا ہے شرعی حکم! نماز کے ابتدائی وقت میں مقیم اور انتہائی وقت میں مسافر تو نماز کیسے پڑھے؟ اگر کوئی شخص نماز کا وقت شروع ہونے کے وقت اپنے گھر پر تھا، پھر دوسرے شہر کے سفر پر نکلا، تو اب وہ مسافر بن گیا، کیا وہ نماز پوری پڑھے یا قصر کرے گا؟ Murti banane ke liye Chanda dena جواب:-✍ خواہ مسافر ہو یا مقیم نماز ادا کرنے کے لئے نماز کے آخری وقت کا اعتبار ہے۔ نماز کے اخری وقت میں آپ جس حال میں ہیں اسي کے حساب سے نماز ادا کریں، مثلا: فرض کرو کسی نے نماز نہ پڑھی تھی اور نماز كا وقت اتنا باقی رہ گیا ہے کہ ﷲ اکبر کہہ لے، اس وقت مسافر ہو گیا تو قصر کرے اور مسافر تھا اس وقت اقامت کی نیت کی (مقیم بن گیا) تو پوری چار پڑھے۔ (بهار شريعت) Namaz takheer se padhna
Share, like twitter Pinterest
|
Sawal:- kya hai shara’ee hukum? Namaz ke ibtidayi waqt main muqeem aur intehai waqt main musafir to namaz kaisay pardhay? Agar koi shakhs namaz ka waqt shuru honay ke waqt apne ghar par tha, phir dosray shehar ke safar par nikla, to ab woh musafir ban gaya, kya woh namaz poori pardhay ya qasr kere ga? Jawab: ✍ Musafir ho ya Muqeem namaz adaa karne ke liye namaz ke aakhri waqt ka aitbaar hai. Namaz ke aakhri waqt main aap jis haal main hain usi ke hisab se namaz ada Karen, Masalan: Farz karo kisi ne namaz nah pardhi thi aur namaz ka waqt itna baqi reh gaya hai ke Allahu Akbar keh sakta hai, is waqt musafir hogaya to qasr kere aur musafir tha is waqt Iqamat ki niyat ki (Muqeem ban gaya) to mukammal chaar (4 rakat) pardhay. (Bahar-e-Shari’at)
Soodkhor ki aulad se shadi karna
Share, like and follow this blog twitter, Pinterest
|
واللہ ورسولہ اعلم ، عزوجل وصلی اللہ تعالی علیہ وسلم
مولوي حافظ محمد عظمت الله نظامي عفی عنہ
Like & Share on Whatsapp, Facebook, twitter, Pinterest
Follow this Blog.
- Fiqhi Masail-Namaz, Roza, Zakat & Digar ke liye yaha click karen
- Contact karne ke liye yaha click karen
- Allah walon se dosti karna chahate hain to yaha click karen
- Dua & Wazaif ke liye yaha click karen
- Naat shareef & Salaam ke liye yaha Click karen
No comments:
Post a Comment