Share

Wednesday, July 14, 2021

Naat e shareef: Hazrat Qasim Naqshbandi, Adonvi.



Hazrat Qasim Naqshbandi, Adonvi.
 
...........................................................................................................................................................

Naat e shareef





Madine ka manzar suhana suhana
Yaha kich ke aata hai sara zamana

Main us qafile ke qadam choom longa
Madine ki janib huwa jo rawana

Sarapa munawwar hai khaak-e-Madina
Yaha mouth ko hai baqa Allah Allah

Mubarak tumhe manzil-e-raha-e-taiba
Keh ye jannat ka hai rasta Allah Allah

Hai daara O kisra, sikander se Afzal
Muhammad ke dar ka gada Allah Allah
 
Use kya tamanna ho jannat ki rizwan
Nabi ka Jise milgaya aastana.
 *******************************************************************
Kya ek Muslim ghair Muslim ko khoon donate karsakta hai
*******************************************************************
 

No comments:

Post a Comment

Share

Popular posts