Saturday, July 31, 2021

Rooh kisi Doosray badan main Chali Jaati hai - روح کسی دوسرے بدن میں چلی جاتی ہے


 بسم الله الرحمن الرحيم

السلام عليكم ورحمة الله وبركاته

الحمد لله رب العالمين والصلاة والسلام على أشرف الأنبياء والمرسلين وعلى آله وصحبه أجمعين أما بعد

 

Sawal:-

Kya koi shaks kisi aur shaks ka roop hosakta hai?

Jawab:-

Islam me marne ke bad dubara paida hone ka aqeeda kufr hai waise hi kisi aur shaks ka roop hasil karna bhi kufr hai jaise ke Bahar e Shariaat main hai.

عقیدہ:  یہ خیال کہ وہ روح کسی دوسرے بدن میں چلی جاتی ہے، خواہ وہ آدمی کا بدن ہو یا کسی اور جانور کا جس کو تناسخ اور آواگَوَن کہتے ہیں  ، محض باطل اور اُس کا ماننا کفر ہے۔

Ye khiyal karna ke marne ke bad rooh kisi aur badan me chalijati hai (kisi ka Roop hasil karna) mahez batil aur galat hai aur us ka manna kufr hai.

 

Jis tarha apne sawal kiya hai, us ke pas manzar me aisa Aqeedah rakhna yaqeenan kufr hai.

Magar hamara mashwarah ye hai apse ke jahan ye anjuman hai waha ke rahne wale ulama is anjuman ke bare me ziyada jante honge lehaza is anjuman ke as pas me muqeem ulama se masla daryaaf farmalen munasib aur bahter yahi surat hai.

 

والله أعلم بالصواب

حافظ مولوی محمد عظمت اللہ نظامی 

 

 

 

No comments:

Post a Comment

Popular posts