اللہ بہترین منصوبہ ساز ہے۔
حج کی ایک غیر معمولی کہانی۔ یہ شخص گھانا سے ہے۔ اور وہ غریب ہے اور شہر سے باہر دور رہتا ہے۔ چند سال پہلے ترکی کی ایک خبر رساں ایجنسی کا ڈرون اس شخص کے گھر کے قریب گرا۔ جب ترکی صحافی اسے ڈھونڈتے ہوئے وہاں پہنچے تو انہوں نے اس شخص کو اپنے ہاتھ میں ڈرون پکڑے ہوئے پایا اور اس نے مزاحیہ انداز میں ان سے پوچھا کہ کیا آپ کے پاس اس سے بڑا کوئی ڈرون ہے جو مجھے حج پر لے جا سکے۔
صحافی نے یہ کہانی اپنے اخبار میں شائع کی اور ترکی حکومت نے اس شخص کو حج پر بھیجنے کا فیصلہ کیا، تمام اخراجات ادا کر دیے۔ یہاں وہ مکہ مکرمہ میں اپنے حج کے لیے تیار ہیں۔
کہانی کا خلاصہ : جب اللہ آپ کو مکہ آنے کے لیے بلائے گا، تو وہ آپ کے سفر کو اپنی قدرت سے ممکن بنائے گا۔
اللہ بہترین منصوبہ ساز ہے۔
Dua Karne Ka Tareeqah-Fawaid ul fu’ad - فوائد الفواد Hazrath Syed Khwaja Hasan Sani Nizami (رح)
Allah behtareen mansoobah saaz hai
Hajj ki ek ghair mamooli kahani. Yeh shakhs ghanaa ka rahne wala hai. Aur woh ghareeb hai aur shehar se bahar daur rehta hai. Chand saal pehlay turkey ki ek News agency ka drone uss shakhs ke ghar ke qareeb gira. Jab turkey sahafi usay dhoondtay hue wahan puhanche to unhon ne uss shakhs ko apne haath mein drone pakday hue paaya aur uss shakhs ne mazahiya andaaz main un se poocha ke kya aap ke paas iss se bada koi drone hai jo mujhe hajj par le ja sakay.
Sahafi ne yeh kahani apne akhbar (News paper) mein publish ki aur turkey hukoomat ne uss shakhs ko hajj par bhejnay ka faisla kya, tamam akhrajaat ada kar diye. yahan woh mecca mukarramah mein apne hajj ke liye tayyar hain.
Kahani ka khulasa: Jab Allah aap ko mecca anay ke liye bulaye ga, to woh aap ke safar ko apni qudrat se mumkin banaye ga.
Allah behtareen mansoobah saaz hai .
Kudh Mashaiq Bhi Mahenat Se Rozi Kamayen: Hazrat Khwaja Hasan Nizami
ALLAH IS THE BEST PLANNER
A most unusual Hajj story. This man is from Ghana. He is poor and lives outside the city. A few years ago, A drone belonging to a Turkish news agency fell next to his house. When the Turkish journalists came looking for it, they found the man holding the drone in his hands and he jokingly asked them "do you have a larger one that can take me to Hajj".
The journalist published the story and the Turkish government decided to send the man to Hajj, all expenses paid. Here he is in Makkah ready for his Hajj.
The moral of the story: when Allah calls upon you to come to Makkah, He will use whatever and whoever to make your journey possible.
ALLAH is the best planner.
Reformation of the society - اصلاح معاشرہ
Like & Share on Whatsapp, Facebook, twitter, Pinterest
Follow this Blog.
- Fiqhi Masail-Namaz, Roza, Zakat & Digar ke liye yaha click karen
- Contact karne ke liye yaha click karen
- Allah walon se dosti karna chahate hain to yaha click karen
- Dua & Wazaif ke liye yaha click karen
- Naat shareef & Salaam ke liye yaha Click karen
No comments:
Post a Comment