Tuesday, August 12, 2025

عقیقہ میں سر منڈوانے کا حکم - Aqeeqah mein sar mundwane ka hukm

 

بِسْمِ اللَّهِ الرَّحْمَٰنِ الرَّحِيمِ

ٱلْحَمْدُ لِلَّهِ رَبِّ ٱلْعَالَمِينَ وَٱلصَّلَاةُ وَٱلسَّلَامُ عَلَىٰ أَشْرَفِ ٱلْأَنْبِيَاءِ وَٱلْمُرْسَلِينَ وَعَلَىٰ آلِهِ وَصَحْبِهِ أَجْمَعِينَط اَمَّا بَعْدُ۝

سوال:-

عقیقہ میں سر منڈھنا ضروری ہے یا نہیں؟

Sawal:

Aqeeqah mein sar mundhna zaroori hai ya nahi?

 Aqeeqah ka gosht aur us ka istemal - عقیقہ کا گوشت اور اس کا استعمال

جواب:

    عقیقہ کے بعد بچے کا سر منڈھنا سنت ہے،  نبی کریم ﷺ نے حضرت حسن اور حضرت حسین رضی اللہ عنہما کا عقیقہ کیا اور ان کے سر منڈھوائے، پھر بالوں کا وزن کر کے اس کے برابر چاندی صدقہ کرنے کا حکم دیا۔

    سر منڈھنے میں حکمت یہ ہے کہ یہ سنت نبوی کی پیروی ہے، بچے کے لیے صفائی اور صحت کا باعث ہے، اور اس میں برکت کی دعا شامل ہے۔

    اگر والدین عقیقہ کے بعد سر نہ منڈھوائیں تو عقیقہ پھر بھی ادا ہو جائے گا، لیکن سنت کو چھوڑنے کی وجہ سے محرومی ضرور ہوگی۔

 Qurbani se pahle sar ka mundwana - قربانی سے پہلے سر کا منڈوانا 

Jawab:

    Aqeeqah ke baad bacchay ka sar mundhna Sunnat hai. Nabi Kareem ne Hazrat Hasan aur Hazrat Husain (R.A.) ka aqeeqah kiya aur unke sar mundhwaye, phir balon ka wazan karke us ke barabar chandi sadqa karne ka hukm diya.

    Sar mundhne mein hikmat yeh hai ke yeh Sunnat Nabawi ki pairvi hai, bachay ke liye safai aur sehat ka baais hai, aur is mein barkat ki dua shamil hai.

    Agar waliden aqeeqah ke baad sar na mundhwain to aqeeqah phir bhi ada ho jaye ga, lekin Sunnat chhodne ki wajah se mehroomi zaroor hogi.

Qurbani Aur Aqeeqah ke Masail - قربانی اور عقیقہ کے مسائل 

والله ورسوله اعلم بالصواب

محمد عظمت الله نظامي عفی عنہ

 

 

 



Like & Share on Whatsapp, Facebook, twitter, Pinterest

Follow this Blog.

 Fiqhi Masail-Namaz, Roza, Zakat & Digar ke liye yaha click karen

Contact karne ke liye yaha click karen

Allah walon se dosti karna chahate hain to yaha click karen

Dua & Wazaif ke liye yaha click karen

Naat shareef & Salaam ke liye yaha Click karen

 

No comments:

Post a Comment

Popular posts