بسم الله الرحمن الرحيم
دار الافتاء جامعه نظامیه
سوال:-
کیا فرماتے ہیں علمائے دین و مفتیان شرع متین اس مسئلہ میں کہ آشوب چشم کی وجہ سے آنکھ سے نکلنے والے پانی کا کیا حکم ہے؟ کیا اس سے وضو ٹوٹ جاتا ہے یا نہیں؟ یہ بیماری ان دنوں بہت سے لوگوں کو متاثر کر رہی ہے جس میں آنکھیں سرخ ہوتی ہیں اور آنکھوں میں ورم پیدا ہوتا ہے، آنکھوں میں تکلیف کے ساتھ مسلسل پانی نکلتا رہتا ہے اگر درد نہ ہو صرف پانی نکلے تو کیا حکم ہے؟ ۔ شرعی رہنمائی فرمائیں۔ بينوا تؤجروا.
Sawal:-
Kya farmatay hain ulama-e-deen o muftiyan shara Mateen iss mas'ala main ke h aashob e chashm (Conjunctivitis) ki wajah se aankh se nikalny walay pani ka kya hukum hai? Kya iss se wazu toot jata hai ya nahi? Yeh bemari in-dino bohat se logon ko mutasir kar-rahi hai jis main ankhen surkh hoti hain aur aankhon main waram paida hota hai, aankhon main takleef ke sath musalsal pani nikalta rehta hai agar dard nah ho sirf pani niklay to kya hukum hai?. Sharai rahnumai farmayen.
جواب:-
(الف) آنکھ سے نکلنے والا پانی اگر بیماری کی وجہ سے یا درد کے ساتھ نکلتا ہو تو اس سے وضو ٹوٹ جاتا ہے۔
(A) Aankh se nikalnay wala pani agar bemari ki wajah se ya dard ke sath nikalta ho to iss se wazu toot jata hai.
(B) Agar kisi shakhs ko aashob e chasham la-haq ho aur aankh se pani nikalta ho, dard o takleef nah hoti ho to aisi soorat main wazu toot jata hai.
(C) Isi tarha agar dard ke sath pani nikalta ho lekin bemari nah ho to tab bhi wazu toot jata hai.
Like & Share on, Whatsapp Facebook, twitter, Pinterest
Follow this, Blog.
Fiqhi Masail-Namaz, Roza, Zakat & Digar ke liye yaha click karen
Contact karne ke liye yaha click karen
Allah walon se dosti karna chahate hain to yaha click karen
Dua & Wazaif ke liye yaha click karen
Naat sharee & Salaam ke liye yaha Click karen
No comments:
Post a Comment