سوال: - مسجد میں عورتوں کے لیے کوئی جگہ مختص کر کے نماز و تراویح کا انتظام کیا جائے تو شرعاً کیا حکم ہے؟
Sawal: -
Masjid main auraton ke liye koi jagah makhtass kar ke Namaz o Taraweeh ka intezaam kiya jaye to shar'an kya hukum hai?
آشوب چشم کا کیا حکم ہے؟ - Aashob-e-chashm ka kya hukum hai
جواب:-
عورتوں کا با جماعت تراویح پڑھنا مکروہ تحریمی ہے، جب کہ پنجوقتہ نمازوں کے لیے انکے لیے جماعت مقرر نہیں ہے، از روئے فقہ حنفی مفتی بہ قول یہی ہے کہ بوڈھی عورت بھی جماعت کے لئے مسجد نہ آئے۔
مسجد میں عورتوں کے لیے جماعت کا انتظام درست نہیں۔
Jawab: -
Auraton ka ba-jamat Taraweeh padhna makrooh e tahrimee hai, jab-keh panj-waqtah namazon ke liye bhi unke liye jamat muqarrar nahi hai, fiqha hanafi ke mutabiq masla yahi hai keh budhi aurat bhi jamat ke liye masjid nah aaye.
Masjid mein aurataon ke kiye jamat ka intezam durust nahi.
Share, like, twitter, Pinterest
Follow this Blog
Fiqhi Masail-Namaz, Roza, Zakat & Digar ke liye yaha click karen
Contact karne ke liye yaha click karen
Allah walon se dosti karna chahate hain to yaha click karen
Dua & Wazaif ke liye yaha click karen
Naat sharee & Salaam ke liye yaha Click karen
No comments:
Post a Comment