Thursday, August 22, 2024

کتاب زین المجالس کی کیا حقیقت ہے؟ - Kitaab "Zain-ul-Majalis" ki kya haqeeqat hai?

Islami taleemaat o fiqhi masail
        

السلام عليكم ورحمة الله وبركاته

بسم الله الرحمن الرحيم

الحمد لله رب العالمين والصلاة والسلام على أشرف الأنبياء والمرسلين وعلى آله وصحبه اجمعين

سوال:-

السلام علیکم

کتاب زین المجالس کی کیا حقیقت ہے؟

Sawal:-

Assalamailakum

Kitaab "Zain-ul-Majalis" ki kya haqeeqat hai?

Gyarvi ki fateha - گیارہویں کی فاتحہ 

جواب:

وعليكم السلام

کتاب "زین المجالس" جو 11 مجالس پر مشتمل ہے۔ اس كتاب میں حضرت سیدنا عبد القادر جیلانی رحمة الله عليه کے فضائل و مناقب کو بیان کیا گیا ہے، اُن کے مقام و مرتبہ بیان کیا گیا ہے۔

تاہم، "زین المجالس" میں موجود تمام روایات اور قصے مستند نہیں ہیں۔ بہت سے علما نے اس کتاب میں موجود مواد کے حوالے سے احتیاط برتنے کی نصیحت کی ہے، کیونکہ اس میں ضعیف اور موضوع (من گھڑت) روایات بھی شامل ہیں۔

Naik amal ka sawab - نیک عمل کا ثواب

Jawab:

Wa Alaikum Assalam

Kitaab "Zain-ul-Majalis" jo 11 majalis par mushtamil hai. Iss kitaab mein Hazrat Syyiduna Abdul Qadir Jilani (RA) ke fazail-o-manaqib ko bayan kiya gaya hai, unn ke muqam-o-martaba par roshni daali gayi hai.

     Taahum, "Zain-ul-Majalis" mein maujood tamam riwayat aur qisse mustanad nahi hain. Bohat se ulama ne is kitaab mein maujood mawaad ke hawalay se ehtiyat baratne ki naseehat ki hai, kyunki is mein zaeef aur mawzoo' (man ghadat) riwayat bhi shaamil hain.

 Marhoom kelie Dua e Maghfirat aur Esal e Sawab - مرحومین کے لئے دعائے مغفرت اور ایصال ثواب

 والله ورسوله اعلم بالصواب

محمد عظمت الله نظامي عفی عنہ

 

Like & Share on Whatsapp, Facebook, twitter, Pinterest.

Follow this, Blog

https://taleemaat.blogspot.com/ 

Fiqhi Masail-Namaz, Roza, Zakat & Digar ke liye yaha click karen

Contact karne ke liye yaha click karen

Allah walon se dosti karna chahate hain to yaha click karen

Dua & Wazaif ke liye yaha click karen

Naat shareef & Salaam ke liye yaha Click karen

No comments:

Post a Comment

Popular posts