Fatwa Jamia Nizamia, Hyderabad.
سوال:-
مسئلہ: 1- السلام علیکم ورحمۃ اللہ وبرکاتہ! کیا فرماتے ہیں علمائے دین اس مسئلے میں کہ اسلام میں تعزیہ یعنی علم بٹھانا کیسا ہے جائز ہے یا ناجائز؟
مسئلہ: 2- علم بٹھانے کے بعد اس میں ڈھول باجے بجانا کیسا ہے
مسئلہ: 3- علم بٹھانے کے بعد یہ کہنا کہ ان کے جسم میں حضرت حسین رضی اللہ تعالی عنہ آتے ہیں اور وہ اس کو حاضری کہتے ہیں
اس کے بارے میں اسلام کیا کہتا ہے جواب عنایت فرمائیں تو عین نوازش وکرم ہوگا.
Sawal:-
1 - Kya farmatay hain Ulama-e-deen is maslay mein ke Islam mein taziya yani alam bithana kaisa hai, jaaiz hai ya najaiz?
2 - Alam bithane ke baad dhol aur baja bajana kaisa hai?
3 - Alam bithane ke baad yeh kehna ke unke jism mein Hazrat Hussain (R.A) aate hain aur woh is ko hazri kehte hain.
Iske baare mein Islam kya kehta hai? Jawab inaayat farmaein to ain nawazish o karam hoga.
3 - Alam bithane ke baad yeh kehna ke unke jism mein Hazrat Hussain (R.A) aate hain aur woh is ko hazri kehte hain.
Iske baare mein Islam kya kehta hai? Jawab inaayat farmaein to ain nawazish o karam hoga.
حَامِدًا وَمُصَلِّيًا
جواب:-
شرعا ماہ محرم میں علم ایستادہ کرنا بدعت ہے جس کی کوئی اصل نہیں اسی طرح ڈھول باجے وغیرہ ناجائز ہیں، حضرت امام حسین رضی اللہ تعالی عنہ کے متعلق جسم میں آتے ہیں تصوّر کرنا فاسد اعتقاد ہے ہر مسلمان ان امور سے اجتناب کرے
Jawab:-
Shara'an maah-e-Muharram mein Alam eestada karna bid'at hai jis ki koi asal nahi. Isi tarah dhol baja bajana waghera naja'iz hain. Hazrat Imam Hussain (R.A) ke mutaliq yeh tasawwur karna ke woh jism mein aate hain, fasid aqeeda hai. Har musalman ko in umoor se ijtinab karna chahiye.
Like & Share on Whatsapp, Facebook, twitter, Pinterest.
Follow this, Blog.
Fiqhi Masail-Namaz, Roza, Zakat & Digar ke liye yaha click karen
Contact karne ke liye yaha click karen
Allah walon se dosti karna chahate hain to yaha click karen
Dua & Wazaif ke liye yaha click karen
Naat shareef & Salaam ke liye yaha Click karen
No comments:
Post a Comment