Kya Mumere Mamu se Nikah karna jayez hai-کیا مومیرے ماموں سے نکاح کرنا جائز ہے
لہذا ہم مسلک لڑکا / لڑکی ہونا چاہیے، تاکہ ازدواجی زندگی میں اختلاف نہ ہو.
جو لوگ اہل سنت وجماعت (سنیوں) کو گمراہ اور بدعتی کہتے ہیں ایسے غیر سنی سے نکاح نہیں ہوسکتا، اور ان لوگون کا بھی نکاح آپس میں نہیں ہوسکتا جن کے عقائد میں اخلاق ہو گا۔
Kya ghair e
sunni se shaadi karna jayaz hai? Agar hai to iss ke kya sharait hain?
Jawab: ✍
Nikah ke
rishte ko hamesha ke liye khush gawaar banana ke liye miyan biwi ke darmiyan
mazhabi aur zaheni ittefaaq ka hona nihayat zaroori hai aur maslak main
ikhtilaaf honay ki soorat main nikah ka rishta Hamesha qayim wo Dayim rahena
mushkil hota hai. Lehaza ek hi (same) maslak ka ladka/ladki hona chahiye, taakay
azdawaji zindagi (married life) main ikhtilaaf naa ho.
Jo log
Sunnyon ko gumrah aur bid’ati kahte hian aise gair-e-sunni se Nikah nahi hota,
aur un logon ka bhi Nikah aapas main nahi hosakta jin ke aqaaid me ikhtelaf ho.
Haqeeqi bhanji ki beti se Nikah - حقیقی بھانجی کی بیٹی سے نکاح
والله
ورسوله اعلم بالصواب
محمد عظمت الله نظامي عفی عنہ
Share, like, twitter, Pinterest
Follow this Blog
Fiqhi Masail-Namaz, Roza, Zakat & Digar ke liye yaha click karen
Contact karne ke liye yaha click karen
Allah walon se dosti karna chahate hain to yaha click karen
Dua & Wazaif ke liye yaha click karen
Naat sharee & Salaam ke liye yaha Click karen
No comments:
Post a Comment